Skip to main content

Featured Post

Blogging Me Career Kaise Banaye | What is Professional Blogging 2021

  Blogging Me Career Kaise Banaye | What is Professional Blogging  2021


What is professional blogging | blogging kya he or Kaise Kare

Blogging Me Career Kaise Banaye  What is Professional Blogging

Aapko tho etna tho pata Ho gaya hoga ke ek blogger kya he tho caliye kuhc or bate ho jaye kya ye mumkin he ke koe bina planning ke business kr sakta he nahi ye mumkin nahi 


Professional bloggers ke pas ek ahccha or bahter plan or strategy hota he jiske who apna blog se pasa kamata he



Esi trhe se ek professional blogger ek personal blogger se alge hota he ager aapko likne ka shok he tho aap aasani se blogging laen me aa sakte he pr aapko agr blogging ke jariye ahca earning karna he tho aapko uske liye ek bahter plan ki or mahnte ki jarurt he 



Blogging ye nahi he ke apne aaj ek blog banaye or kal se aapki earning suru ho jaye uske liye aapko mahnte or sabse jayda hosle ki jarurt he


Blogging karne ke kay fayde he

Free blog or website kaise banaye


Amit agarwal jo indian professional blogging ke father ke nam se jane jate he unone apna job blogging ke liye chode diya tha aaj who blogging se etna earn kre late he jo ki sayde bgi koe compani unko na de pati


Jo bhi apni job blogging ke liye chodte he ya fir blogging ko hi apna job mante he ya tho vo blogging ke jariye ahcha earn kr hote he ya fir karna cahte


Ager aap kahi pe job kr rahe tho aapko hr vekt aapki seniors ki bat sunni padgi office pe tiem se pahucna padga pr blogging me asa bahi aap kahi se or kabhi bhi blogging kr sakte he aap khud hi aapne boss honge tho abhi ke es thje badti technology me duniya me blogging se ahcca or koe job nahi he


Some important tips to become better professionals blogger

Yaha pr me aap logo ko khuce ase tips share karne ja raha hu jo ki ak aam blogger ko professional blogger banne me kafi mahded hone wale he yaha pe aap blog kaise banaye pade sakte he 


Unique blogger kaise bane

Uniqueness ka hona bloggin ke liye ak bahut hi important he blogging ke liye ek important factor he yadi aapka blog unique nahi he tb loge ese pasnd nahi karnge kyu ki ase bahut se blogger ya blog he jo ki ak saman content likte he or log ese samn articles ko jayda pasnd nahi karte he 


Or jis chij ko log pasnd nahi karte he vo use padnge bhi nahi esliye aapki kamae bhi nahi hogi esliye agr aap ko ek bahter professional blogger bnana he teb aapka blog or uske contents sabhi unique hone cahiye


Aapko passionate or patient rahna hoga

Yadi aapka ek kam he blogging se paise kamana he teb aapko blogging nahi karni cahiye success prapt karne ke liye koe shortcuts nahi hoti he


Yedi aapko ek successful professional blogger banna he teb aapko eske liye rahna hoga kadi mahnt karni pdgi khud ko motivated rakna or aap jo bhi kam kr rhe he uske liye passionate hona hoga hoga esliye mane tho kavl vahi chij ke uper blogging kre jo ki aapko interesting lagta he


Ek dusre ke blog ko pahde

Ydi aapko kisi field me successful hona he tb aapko use field me pahle se majud competitors ke bare me janana hoga ye kam blogging ke liye bhi bahut he yaha pr aapko apne competitiors ke blog ko pahle padena hoga vo kya likte he kaise likte he use samjana hoga


Esa karne se aap unke strategies ko samj sakte he or apne khud ke dimag ka estmal ke khud apne strategies tayar kre ssakte he professional blogging me padna or likna bahut hi jaruri hota esliye aap ahcca likte ho tb esme jayda over confidebt hone ki jarut nahi he kyu ki padna bhi utna hi jaruri hota hota 


Copy vat ne bane

Ye bat se tho aap pahle hi jante hong ki aap kis kisi bhi topic pr blog banaye usme pahle se hi lakho blog banr howe he articles liket hone ase me yedi aap bhi unke hi tarhe dusre se copy karne lagnge tb aap professional blogging kahbi bhi nahi kr saknge


Esliye koe bhi new article likne se pahle uske data ekhta kre eske liye aap ko ahca khsa research kr sakte he or fir apne ideas ko ek ahca rup pardan kre jo ki logo ko khuce value de sake


Ek niche pr stick kare

blogging ka ye key he jis bhi topic ya niche ka aap chunaw karne wale he kavel usi pr hi articles lihke ne ki bar bar articles ki topic badlte rahe esa karne se logo ka aapke blog ke upr se viswas ud jata he 


Egjamapl ke liye ager aap finance ke upre likte he tb aapko usi se jusi hi articles likni cahiye ne ki cars ke upre esa karne se aapke finance wale audience care ke technical articles ko samjne nahi saknge or aapke blog ka value dire dire kam hone lagega


Esliye aap yahi he ki ek hi niche ke stick kre or article likte esse aapke loyal visitors badne ke sahbawana bahde jati he 


Apne niche ke dusre blogs pr contribute kare

google ne khud ye kaha he ki seo ke se guest blogging ek bahut hi badiya seo tactics he ye upaye tb tk karger he jb rk aap bahter articles bahter blogs me submit kare esse aapke blog ka exposure kei guna tk bade jata he logo ko aapke blog me jankari milti he jo ki aapki niche me articles padte he 


Esliye aapko apne niche ke top bloggers ki list tayar karni padgi or unhe approach karna hoga guest posts ke liye jisse aap dono ka fayda hoga aap dona me ahca network build hoga esse lambe samye me aap dono ko lahb hoga 


Income sources badaye

yadi aapko lagata he ki aap apne blog se etna jayda income generate nahi kr pa rahe he tb aapko apne income sources badane padnge 


Eska matlab he ki aapko apne blog me kavel ads hi nahi lagana he blaki aap affilite marketing banners promotions content writing paid posts jase dusre trike ka estmal kre sakte he 


Consistent kaise bane 

ek blogger jo jate he vo he ki conssistant banna yahi conssitency ek normal blogger ko ek professional blogger se alge karta he apne blog me traffic ko loose karna gain karne bada aasan he esliye hame consistantly blogging karna cahiye


Yadi ek blogger consistantly apne blog pr badiya posts likte rhe tb vo apne ek badiya audience bna sakta he jo ki uske blog ke liya bahut jaruri he 


Jinhe daily posts likne taklif hoti hr vo 1 vike 2 vike 3 post like sakte he esse unki productivity me kmi nahi aaygi mera he ki posts ki quality or quantity ka dakete rahna  cahiye  


Apne aap ko social media me ahce se estabish kare

Social media ka kaval ek manorjan ki ke hisab se estmal ne kare esa soche ki ye ek asa platform he jaha pr aap apne skills ko dusre ke estamal kre sakte he esse unka aapke upre trust banga or vo aapko blog ke loyal visitor bn jange


Social midia ek asa estan he jaha pr aap ko badiya value pardan kr logo ko engage kre sakte he kyu ki social media pr sabse jahda loge online aate he esliye ye aapke liye ak bahut hi ahca platform hoga apne tips ko dusre tke pahune ke liye 


Apne blogging ka target fix kare

ek blogger ko ager ak professional blogger banna he rb use apne samne blogging goals set karne hone esse use ye pata calga ki vo pne target ke kitne karib he 


Sal ke surwat me hi apne goals set kre le esse aapko salbher me kaya karna hoga ye hamsa yad aate rahga esse aap jahda concentrate ho sakbge or khud ko motivate bhi kre paynghe 


Blog ko update karte rahe 

Aaj ka jamana badlte wala he yaha parti din khuc ne kuhc naya jarur hoto he ese me blog ke sat bhi yahi hota he audience ko hamsa kuhc naya cahiye


Ak professional blogger hone ne ke nate aapko apne blog ke contents ko hamsa update krte erahna hoga asa karne se ne kawal aapke audience indulged rahnge balki esse aapke blog ki traffic bhi kahfi hd tk bade jaygi 


Comments

Popular posts from this blog

Kya Hum Whatsapp Se Paise Kama Sakate Hai

Kya Hum Whatsapp Se Paise Kama Sakate Hai Whatsapp se paise kaise kamaye,WhatsApp app kya hai,Whatsapp se paise Kaise kamaye,WhatsApp kaya he, WhatsApp par account banaye whatsapp information in Hindi,WhatsApp link shortening se paisa Kaise kamaye,  WhatsApp referral program se paisa Kaise kamaye,WhatsApp ppd network se paisa Kaise kamaye, WhatsApp paid promotion se paise Kaise kamaye how to make money with WhatsApp Hello friends pichali bar ki tarah is bar bi aap humari post ko pasand karenge .kis tarah se aap whatsapp se paise kama sakte ho wa iske liye aapko kya karana hoga isaki puri jankari aapko hum hindi batane wale ha  Whatsapp se paise kaise kamayeaaj ke samay me internet connection bi kaafi sasta ho chuka ha isiliye sabi whatsapp se paisa kamane ke tarike  Janana chahate ha waise to whatsapp se paise kamane ke bahut se tarike ha lekin whatsapp se paise kamane ke bare me janane se pahake aapko yah janana hoga aakir whatsapp kya ha aur isase paise kaise kamaye

2021 me mobile se paise kamane ka trika kaise kamaye

2021 me mobile se paise kamane ka trika kaise kamaye  Mobile se paise kaise kamae [How To Earn Money In Mobile] halo friands aaj ham apake sath ek bahut he usaiful information sheyr karane ja rahe hai jo sabhe ke lie bahut mahatvaporn hone vale hai Dosto, aaj is artikal pe ham apase mobile sa paise kaise kamaye  usake bare mein baat karenge. Jaisa ki ham sabhee janate hai ki aaj smart phone ka jamana hai sabhe log apane kaam chaahe vah online shopping karana ho ya bil, rachharga adi karana ho is tarah ke sabhe kaam aaj log apane mobile se hee karate hai mobile aaj ek aisee daivichai ban gayee hai . Jisaka chomunchation ke saath-saath kae jagah isaka usa  kaphee ho raha hai. ab mobile ke itane jyaada usa ko dekhate hue hamane socha kyo na aapako mobile se paise kamaane ke baare mein batae bas yahee sochakar aaj kee is post ko aapake sath sharai kar rahe hai. Jisame ham mobile se paise kaise kamae isake baare mein jaanenge. Ab isame koee shak nahee hai ki aaj paisa to har koee kamana cha

Google Adsense 2021 Account Approval Trick || How To Enable Monetize On Website

 Google Adsense 2021 Account Approval Trick  | |  How To Enable Monetize On Website   how to get AdSense approval for blogger | at once google Adsense Google adsense ke approval point of view se aap ko samjhane ke prayas karunga adsense ke bare mein aur ummid hai ki is post ko padne ke bad aap bahut jaldi se adSense approval mil jayga  Adsense Approval hasil karne main kamyab ho jaenge to chaliye abhi aap ke kuch sawalo ke jabab he jo es traha se aap ke dimag me gumate he Adsense Approval ke liye  Affiliate website per  Adsense ka Approval Milega Ya Nahi Milega  lyrics of website me adSense approval dega ya nahi website banane ke bad kitne dinon ke bad aply kar dena chahie website me kitni post honi chahie adSense approval ke liye kaya AdSense approval ke liye website pe view aana jaruri he jaise ki shayari blog se AdSense approval milega ki nahi spend content per adSense approval milega ki nahi  kitab se likne hue content per AdSense approval milega  kitni post honi chahie adSense app